Monday, February 14, 2011

Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar
Mat Karna,
Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar
Mat Karna,
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse
Mohabaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat
Karnaâ €¦..!! !
—————————â
€”———–
Har hansi ko ikraar nahi kehate,
har jagah baithne ko intezaar
nahi kehate,
yun to nazar milti hai hazaronse,
har nazar ke milne ko pyaar
nahi..
—————————â
€”———–
Kitna bebas hai insaan apni
kismat ke aage,
Kitne benoor hain sapne hakikat
ke aage,
Koi ruki si dhadkan se puche,
kitna tadapta hai dil mohabbat
ke aage.
â €”————————â
€”———–
Kabhi to aasman se chand utre
aur ek jaam ho jaye
Tumhare naam ki ik khubsurat
haseen sham ho jaye
Ujale apni yadon ke hamare sath
rehne de
Na jane kis gali me zindagi ki
sham ho jaye.
â €”————————â
€”———–
Khoobiyan itni to nahi hum mein,
ki kisi ke dil mein ghar kar
jayenge
par bhoolna bhi aasaan na hoga,
aisa kuch zaroor kar jaayengeâ
€ ¦.
—————————â
€”———–
Dosti mai dil ka tamasa dekha
nahi jata,
Humse tuta hua sisa dekha
nahijata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu
tumper,
Humse tera utra hua chehara
dekha..
â €”————————â
€”———–
Jab dekha unhone tirchhi nazar
se,
to hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki nazare hi
tirchhi hai,
to hum behosh ho gayeâ €¦
—————————â
€”———-
Ab Jab ghire Baadal, Teri Yaad
aayi
Jhoom ke barsa Saawan, Teri
Yaad aayi
Bheega main, lekin phir bhi teri
Yaad aayi
Kyon na aaye teri yaad?
Tune jo chatri ab tak nahi lautaiâ
€ ¦
—————————â
€”———-
Lal diwar par chune se likha tha
ghalib ne
Lal diwar par chune se likha tha
ghalib ne
Yahan likhna mana hai.
â €”————————â
€”———-
Unki gali ke chakkar kaat kaat
kar,
Kutte bhi hamare yaar ho gaye,
Wo to hamare ho na sake,
Hum kutton ke sardar ho gaye
â €”————————â
€”———-
Na woh inkaar karti hai
Na woh ikraar karti hai
KAMBAKHT mere hi sapno mein
aakar
Mere dost se pyaar karti hai.
â €”————————â
€”———-
Aaj didar,
kal yaar,
parso pyar,
phir ekrar,
aur phir-intzar,
phir-takrar,
phir-darar,
saari mehnat-bekar,
By

No comments:

Post a Comment